Showing posts with label GHAR. Show all posts
Showing posts with label GHAR. Show all posts

Friday, May 25, 2018

Admin

Kam Budget Main AC Kaise Banaye ? - Ghar Main AC Kaise Banaye ? - घर मैं एयर कंडीशनर कैसे बनाये ? - Ab आप वि गर्मिओ मैं AC का मज़ा ले सके Ge वो वि 700 Se Vi Kam Price Main - Jane Kaise?

घर मैं एयर कंडीशनर कैसे बनाये ?
गर्मिओ मैं हमे पंखे से आराम नहीं मिलता सम्मर मैं हमे गर्मिओ से बचने के लिए घर मैं एक बनाया सीखते है.टेम्प्रेचर काफी हाई हो जाता है . इस लिए गर्मिओ मैं हमरी बॉडी को गर्मी से बचाएँ . चाहिए देखते है की हम गर्मिओ मैं घर मैं हीएक को कैसे बना सकते है और ८०० से वि कम् मैं .
AB आप वि गर्मिओ मैं AC का मज़ा ले सके GE वो वि 700 se vi kam price main.
700 Se Ve Kam Main AC Banaye.

Material मॅट्रिअल:-

1. Baraf wala diba - price 100 se 200 tak ka
एक आइस बॉक्स . वर्फ वाला डिब्बा जा पुराणी कोई दकन वाली बाल्टी


2. Plastic ka pipe (bend wala) - price 50 se 100

पवस पाइप - प्लास्टिक की पाइप बेंड वाली

3. Ek chota pankha - price 400 tak ka
स्माल - एक samll पंखा


4. Baraf ke tukde - (ghar se mil jaye ge)
बर्फ के टुकड़े

5. cutter - price 25


6. cello tape - price 20

Solar power ka bhi istmaal kar sakte hai.

अगर AAP का बजट जायदा हो सकता है तोह सोलर पावर का इस्तेमाल कर सकते है.

Aap baraf wale dibe main cutter ki madad se pipe se size or fan ke size ko cut le.

Fan or pipe ko fit karde.

Cello tape ke madad se achi tarh se tape kar de.

Ab usmain barf ke tukde daal de.

Fan ko on kare.

Abb tyar hai apka home made AC thandi hava ka maza le.

Ghar Me AC Kaise Banaye?VIDEO KE SATH

सुबह खाली पेट अलोएवेरा जूस पीने ke फायदे? घर मैं अलोएवेरा का जूस कैसे त्यार करे?

Yeh Kya Hua Kaise Hua - Geet Lyrics – Geetkar Name-Kishore Kumar

Read More

Monday, May 21, 2018

Admin

Lic Ghar Bathe Premium Kaise Bare ? Apne Phone Se Lic Ka Premium Bare ?

Ghar bathe lic ka primum kaise bare ?

ABB LIC ka premium barna aap ke liya or vi ashan ho gya hai ? abb app ko kahi jane ki jarurat nai hai aap ko apne mobile se hi apne lic ka premium pay kar sakte hai : kaise


Apne android phone main paytm ko download kare download kar ne ke baad iss main sign in kare

sing in karne ke baad iss mian app ka paytm open ho jaye ga aab iss main insurance ki option main ja kar app lic or other comapany ka vi premium pay kar sakte ho.


Read More

Thursday, May 10, 2018

Admin

Ghar Main He ,Kaam Karke Paise Banney Ke Tips

Dosto App Sabi Koi Na koi Kaam Toh Karte Hi Hai, Ajj Main Aap Sabi Ko Ghar Main, Jo Hum kaam karte Hai Un kammo Ko Business Main Kaise Tabdeel karey ....

Aye Dosto !



Jaise ki Gharo Main Ladies Akhsahr House Wife Hi Reh Jatti Hai .. Unke Dil Or Dimag Main Paise Kammane Ki Issa Hoti Hai Or Wo Kuch Kamm Apne Free Time Main Karna Chatey Hote Hai Ajj Hum Iss Topic Phar Vichar Rakey Gey...

Gharo Main Akskar Hum Dekhte Hain Ki House Wife Khanna (Pakwan) Buhut Hi Sawadis Bantey Hai Or Wo Apne Hi Ghar Main Pakwan Banna kar Wahi Par 10 -15 logo Main Apni kaala ko Dekha Patey Hai Jin Ladies Ko khanna Banne Ka Hunnar Hai Wo Iss Kaam Main Apna Hath Ajma Saktey Hai Hum Apko Tips Detey Hai Ki Apni Iss Kalla Ko Kaise Increse Kiya Ja Sakta Hai Or Apne Iss Hunar ko kiss Tarah Se Business Main Tabdeel Kia Jaye...

Tips!


1. Agar App Badi State Main Rehte Hai To Apke Liye Je Aachi Baat Hai Kyuki Baddi States Main Chote Sharho Se Logg Kamm karte Hai Or Unke Pass Itna Time Nahi Hota Ki Wo Khud Ka Kaam Karey Vo App Ke Clients Bann Sakte Hai.

2. Tiffin Box Service:- Agar Apke Pass Ghar Main Extra Jagha Hai Toh App Wahi Se Apna Business Karey Or Tiffin Box Supple Karie (Iss Kamm Main Apko Marketing Ki Jarurt Rahe Gi To App Apne Pati Ja Apne Khas Se Mdad Vi Le Sakte Hai Exp- Ke Liye Agar Aap Surwati Dino Main Marketing Kate Hai Toh App Ko Target Karna Hai Jaise ki Big Stateo Main Offices And Collage Ke Bacho Ko Target Karey Agar App Daliy Main 2 Se 5 Logo Ko Vi Jorte Hai To Vi Apko Month Ke 100 Se 150 Clients Mil Jattey Hai Je Sub Apke Target Ke Upper Hai App Mehnat Kaise Karte Hai .


3. Agar Apke Pass Extra Space Hai Toh Aap Apna Dhabha Ja Mini Hotel Ja Apna Cafe Vi Khol Skate Hai iss kaam Main Apki Investment Vi Rahegi ( Iss Kaam Main Aap Ko Planing Karni Hogi Ki Aap Konsi Location Main Kaam Karna Chatye Hai Jey Vi Dekhnna Hota Hai Ki Clients Kitney Bann Sakte Hai )


4. Taste Of Product - Jab Aap Ne Plan Kar Liya Ki Tiffin Ka Kaam Ja Fir Apna Dhaba Kholne Chatey Hai Toh Apko Apne Pakwan Ko Tasti , Khusbu Dar Or Dikne Main Vi Acha Lagna Chiye.

5. Aap Apne Clients Se Apne Pakwan Ke Review Vi Le Saktey Hai Ta Ki Jo Taste Hor Accha Ho Sake.

6. Apni Kitcken Ko Saaf Or Sundar Banney Rakhe Ta Ki Clients Ko Vo Acha Feel Lagge.


Ajj Ke Samhe Main Family Holiday Ja Fir Birthday Ke Din Ek Sath Bahar Ka Kanna Kanne Jatey Hai, Ajj Ke Time Main Je Trend Hi Toh Hai Agar Aap Iss Business Ko Karna Chatye Hai Toh Aap Apne food Ko Tasti Or Yammy Banney
Ta Ki Clients Dusro Ko Vi Batta Sakke.


Umeed Hai Dosto Apko Je Article Accha Lagga Hoga , Aap Comment Box Main Question Vi Kar Sakte hai or Humre Article ko Share vi Karrey.

Thanks !
Read More