Blogger Mein Labels Kya Hai?
Labels ek keywords aur keh sakte hai ki categories ki tarah hai jo ke aap apni post mein add kar sakte hai. Apne content ki sorting karne aur apne content ko users ko categorizes karne ke liye labels acha role nibhate hai.
Jaise ki: Aap ek post likh rahe hai jo ki Bollywood par hai -> Sultan movie ne 200 crore Kamaye. To aap is post ke 3 labels bna sakte hai
a) Bollywood
b) Sultan Movie
c) 200 Crore Club Movies
Blogger Mein Labels Use Kaise Kare?
Agar aap ne apna pehla blog, Blogger mein banaya hai aur aap nahi jante ke blog mein labels kasie use kar sakte hai to jahan se janiye.
Jab aap apni post 'Blogger' mein likthe hai to app dekhe ge ki right hand side apko post settings milegi, uske neche labels, aap apne labels vahan use kare. Dhyan rakhe labels aap ke content ke related ho.
Labels SEO ke Liye or Users Ke Liye?
Dhyan rakhe labels apke content ko users ke liye acha banate hai. To aap apne labels ko users ke liye banaye. Agar aap ke labels users ke liye ache hoge to apki SEO bhi achi hogi.
Aap Kitne Labels Post Mein Use Kar Sakte Hai?
Blogger ki guidelines ke mutabik aap ek blog mein 2000 labels aur ek post mein 20 labels use kar sakte hai.
Lekin dhyan rakhe ki aap labels sirf apne content ko categorize aur users ki understanding ke liye banaye. Faltoo ke labels na create kare jo ki spammy lag sakte hai.
Blogger Mein Labels Kaise Show Kare?
Aap neche dikhaye tarike se 'Blogger' mein labels show kar sakte hai.
Layout -> Add a Gadget -> Labels
Labels Ka Role Blogger's Robots.txt File Mein Kya Hai?
Agar aap apne blog ki robots.txt file check karoge to payege ki labels by default block hote hai because of duplicate content.
Aap apne Blogger ki default robots.txt file check kar sakte hai (jaise ki http://apkablogaddress.blogspot.com/robots.txt)
User-agent: *
Disallow: /search
Is line ka matlab hai ki sabhi search engines /search ko block kar rahe hai, matlab agar koi bhi file /search ke baad start ho gi to search engines use block kar de.
/search kyon?
Kyon ki by default blogger mein labels /search/label/ se bante hai.
Kya Wordpress Mein Labels Hote Hai?
Wordpress, jo ki ek different blogging platform hai, mein labels ki jagah tags aur categories hoti hai.
Agar apki labels ke related koi bhi query hai to aap neche comment kar sakte hai.