Kya aap bijli ke bill se perehsan hai because of AC? Kyu ki summer me ghar me AC bahut chalte hai. Aur us se bijli ka bil bahut ata hai. Aur aap AC lena chahte hain par apke budget se bahar hai? To aap is post ke jariye jaan sakte hain ke aap ghar me free AC kasie bana sakte hai.
Agar aap ki city me bahut garmi par rahi hai aur aap ac lena chahte hai lekin AC ke bill ke name se nahi lete to main aap ko advice karoogra ki aap below instructions ko follow karo aur apna ek badiya AC bano. Yeh ek sabse sasta aur cheap ac hoga.
Things You Need for Making Homemade AC - AC Bana Ke Liye Kya Saman Chahiye?
1. Ek ice box - Baraf wala diba
2. PVC pipe - Plastic ka pipe (bend wala)
3. Small fan - Ek chota pankha
4. Ice - Baraf ke tukde
5. Fan ko chalane ki liye bijli ki socket aur aap solar power ka bhi istmaal kar sakte hai.
Tips for Making Homemade AC - Ghar Me AC Bana Ke Tips
1. Ek Ice box le us ke upper fan ka size aur pipe ka size cut kar le. Aap kisi cutter ka parjog kar sakte hai. Jaisa ke neche picture me dikhaya gya hai.
2. Fan aur pipe ko baraf ke dibe me fit kare jaisa ke neche picture me dikhaya gya hai.
3. Ice box me baraf dale.
4. Fan ko on kare aur dekhe ke apka room kaise thanda hota hai. Aap ka AC ready hai.
5. 2-3 hours ke baad apne room ka temperature check kare.
Watch This Video for Making Homemade Air Cooler
Video & DIY Source: https://www.youtube.com/watch?v=ITtlxjvLQis
Yeh video English me hai agar aap ko AC bana me koi dikat aa rahi hai. To neche comment kare.