Blog Kaise Banaye?
Kya aap blog banane ke tips 'Google' par search kar rahe hai? To app ek good platform par hai. Aap is website par blog/website banane ke tips find kar sakte hai.
Vaise to blog banane ke bahut tarike hai lekin sabse acha tarika hai www.blogger.com ko join karke. Blogger jo ki 'Google' ki ek free service hai aur learn karne me bhi bahut easy hai.
To Aap apna blog niche likhe steps se create kar sakte hai.
Agar aap ke pass pehle se he 'Google Account' hai to aap neche likhe steps dekhe. Agar nahi hai to pehle 'Google Account' banaye.
Step 1: www.blogger.com (www.Blogspot.com) per visit kare.
Step 2: Google Account se Login kare. (Apne email aur password se login kare.)
Step 3: Login karne ke baad aap "Welcome to Blogger" (Blogger में आपका स्वागत है) par paunchege. Vahan par pehle aap apni language choose kar sakte hai. (Blogger me Hindi language ki bhi option hai jo ki aap drop down se choose kar sakte hai.)
Step 4: Uske baad aap ko apni profile options ko choose karna hoga. Aap do options mein se choose kar sakte hai.
a) Google+ Profile
b) Blogger Profile
Vaise to aap koi vi option choose kar sakte ho. Lakin Google+ Profile choose karna useful hoga.
Step 5: Profile choose karne ke baad aap Blogger ke Dashboard mein parvesh karege.
Step 6: Ab aap new blog pe click kare. Vahan se aap apne blog ka 'Title', 'URL' banaye aur 'Template' choose kare. Jaise ki neche dikhai picture mein hai. Aur last mein create blog par click kare.
Bas apka blog/website ready hai. Jaise ki http://abc.blogspot.com (Yeh ek example hai - aap apna URL banaye)
Step 7: Apni pehli post likhe. (Blogger Dashboard se 'New Post' per click karke)
Step 8: Apni post ka acha 'Title', 'Content' aur 'Labels' banaye.
Aur kya? Bas apne dosto se apna blog share kare. Aap apna blog URL kahi se bhi access kar sakte hai. Agar aap ko blog banane mein koi problem aa rahi hai to neche comment kar ke koi bhi sawal puche.

1 comments:
Write commentsAsslam o alaikum sir allah kare ap hamesha khush rahen.
Replyblog site par men apna ek blog www.guess-paper.blogspot.com banaya jis men photo upload karnay k option nahen milte tu mehrbani karkay photos uploading k kuch tips share karen. Thanks.