Saturday, May 19, 2018

Admin

AMIR KAISE BANE?- AMIR BANNE KE KYA NIJAM HAI?- AMIR OR GREEB MAIN KYA ANTAR HOTE HAI?

Amir banne ke liye aap ko kuch nizmo ka palan karna hoga jis se aap vi amir ban skte hai ajj ki date main har insan amir banne main laga hua hai lekin kuj hi log hote hai jo amir ban pate hai ,wo insan iss liye amir nahi ban pate kyu ki wo buiness ke nizmo ka palan nahhi kart hai jis se wo amir nai ban pate .

amir or greeb insano main kuch nizmo ka hi antar hota hai vistahar se dekhte hai kya antar hota hai :-

APNE KAAM MAIN HI REHNA :-amir insan apne kaam main hi rehte hai , wo apne kaam se hi kaam rakhte hai - jabi ki greeb insan apne kimti time ko edhar udhar time kharb kar ke greeb reh jata hai wo apne kimti time ki value ko nahi samj pata

SAVING KARNA:- amir insan apni saving ko badhta hai wo apni savings main jorr deeta hai jis se ek din uski investment itni ho ho jati hai jis se wo amir ho jata hai ; ha wo apne kaam ko or investment ko karta hi jatta hai - greeb log iss se ulat kaam karte hai wo jo income kare hai usko khtam kar dete hai jis se unko koi investment nahi hoti wo greeb ke greeb rah jaate hai.

TIME KI VAVALUE KO SAMJNA :- amir insan apne business ko badhne main lagge rahte hai wo apne paiso ko waha nevesh karte hai jahan se unko profit ho - jab ki greeb insan assa nai karte jis se wo greeb ho jate hai



BIG THINKING:- amir insan ki thinkin vi amir hoti hai wo apni thinking ko uccha rahkte hai - jab ki greeb insan apni greeb thinking se hor greeb ho jate hai jaise ki wo amiro ke baare main bolete hai ji koui 2 number ka karta hoga tabi is ke paas itna paisa hai lekin wo jeh nahi jante ki wo apni thori thori income ko vishal investment main tabdeel kar raha hota hai , jab ki greeb log sawal karte jyate hai jis se wo greeb rah jayte hai .

DIL KA AMIR:- Amir insan dil ka vi amir hota hai wo dusro ki vi madad karte hai - greeb insan dil ka vi greeb hota hai wo dusro ki kiya wo apni madad vi nahi kar sakta

MAAN LAGA KAR KAAM KARNA :-amir apne dimag se kaam karte hai - jab ki greeb apni juban se ;jaise dusro ka majak banana, kaam na karna , karna lekin perfect na karna , kam chori karni , time kharb karna adhi unko greeb bannate hai


NO SHORTCUT:- amir kabi shortcut nahi lete - greeb amir bane ke liye shortcut ka istemal karte hai ;jaise ke lottery pana adhi .

COMMITMENT:- amir insan apni commitment ko pura karta hai - jab greeb assa nai karta .

TARGET : amir insano ka target hota hai - greeb ka koi target nai hota .

PLANING: amir jaruri nahi crore pati wala hi ho amir wo hai jo continousely apne kaam ko planing ke sath kar raha hai use time par khatm kare jis se use profit ho - jab ki greeb insan ki koi planing nahi hoti agar hoti hai wo succsess nahi ho pati.



Subscribe to this Blog via Email :